Mobile Cover | मोबाइल कवर |Khesari Lal Yadav Ft.Shilpi Raj |Vinay Vinayak| Latest Bhojpuri Song 2021

 


Song : Mobile Cover

Singer : Khesari Lal Yadav Ft.Shilpi Raj

Lyrics : Shyam Dehati

Music : Vinay Vinayak

Humse dil tu laga le re

Aaja ishq ka maza le re


Humse dil tu laga le re

Aaja ishq ka maza le re

Ban ke mera boyfriend girlfriend bana le

Main single hun kisi ko ye khabar nahi

Khabar nahi, khabar nahi

Samjhe samjhe samjhe


Wo mobile na bana jiska cover nahi

Wo mobile na bana jiska cover nahi

Aisi ladki nahi jiska lover nahi

Wo mobile na bana jiska cover nahi

Aisi ladki nahi jiska lover nahi

But main to single hun yaar


Ab tak kunwari hun main pure naari hun

Mujhko to kisi ne na chhuwa hai

Bina kuchhu kaile dhaile

Gaal malpuwa kaise huwa hai

Sharir ka seva huwa hai


Ab tak kunwari hun main pure naari hun

Mujhko to kisi ne na chhuwa hai

Bina kuchhu kaile dhaile

Gaal malpuwa kaise huwa hai

Main kisi se fas jaau itni abar nahi

Abar nahi, abar nahi

Are pat ja na yaar


Wo mobile na bana jiska cover nahi

Wo mobile na bana jiska cover nahi

Aisi ladki nahi jiska lover nahi

Wo mobile na bana jiska cover nahi

Aisi ladki nahi jiska lover nahi

Are hum hai hum


Mummy kasam kahti hun single hi rahti hun

Puchh lo na shyam dehati se

Sab kuchh pata bawe

Hamra vivekwa sanghati se

Ka janatara


Mummy kasam kahti hun single hi rahti hun

Puchh lo na shyam dehati se

Sab kuchh pata bawe

Hamra vivekwa sanghati se

Khul ke boliye kyun aapko sabar nahi

Sabar nahi, sabar nahi


O mobile na bana jiska kabhar nahi

O mobile na bana jiska kabhar nahi

Aisi ladki nahi jiska labhar nahi

Wo mobile na bana jiska cover nahi

Aisi ladki nahi jiska lover nahi

Post a Comment

0 Comments